SONG DETAILS

Mastaan Mastaan Rabi Rabi (Modern)

TAHAAN

FilmTAHAAN
SingerRITESH MENON
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorPURAV BHANDARE , RAHUL BOSE , ANUPAM KHER , SARIKA , VICTOR BANERJEE , RAHUL KHANNA
Actress—

Lyrics

(Din Hai Naye, Par Hai Yaadein Puraani Yaadon Mein Teri Bhi Hai Ek Kahaani) - (2) Kya Kya Hamaare Bhi Kisse Huye The Hum Tum Mohbbat Ke Hisse Huye The Jaane Kahaan Jaate Hai Din Rulaake Mastaan Mastaan Rabi Rabi, Yaadein Ajaadi Rabi Rabi - (2) Abb Bhi Mere Dil Ke Iss Aayine Mein Tasveer Teri Saji Hai Tabhi Se Koyi Mitaa Paaya Hai Na Use Har Pal Teri Yaad Aati Hai Maasumiya.. Mastaan Mastaan Rabi Rabi, Yaadein Ajaadi Rabi Rabi - (2) Meri Ummidein Yeh Maange Duwaayein Yaaro Ke Dhalane Se Pehale Woh Aaye Poori Kabhi Apani Kasame Nibhaaye Manjil Toh Paa Le Jara Yaadon Ka Kaarwa.. Mastaan Mastaan Rabi Rabi, Yaadein Ajaadi Rabi Rabi - (2) (Mastaan Mastaan Rabi.. Rabi.. Yaadein.. Ajaadi.. Rabi.. Rabi..) - (2)