SONG DETAILS

Main Peeta Nahi Hu

HASRAT (ALBUM)

FilmHASRAT (ALBUM)
SingerPANKAJ UDHAS
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

main peeta nahi hu peela di gayi hain -
nahi shauk peene ka rakhta hu yaaro
har ek shaam thodisi chakta hu yaaro
mere gam mein masti mila di gayi hain
mujhe dard-e-dil ki dawa di gayi hain
hosh mein raho mere jaani - 4
aa...

mujhe jab kisise mohabbat nahi thi
toh peene peelane ki aadat nahi thi
agar main na peeta toh phir kaise jeeta - 2
mohabbat mein mujhse jafa ki gayi hain
mujhe dard-e-dil ki dawa di gayi hain - 2
main peeta nahi hu peela di gayi hain

jo peete nahi hain akele khade hain
yaha toh deeewano ke mele lage hain
jo dooba nashe mein wohi hain maje mein - 2
yeh har shaam saanso mehka rahi hain - 2
mujhe dard-e-dil ki dawa di gayi hain - 2
main peeta nahi hu peela di gayi hain
hosh mein raho mere jaani - 8