SONG DETAILS

Nahin Hai Yeh Pyaar Jaana

HAROON KA NASHA

FilmHAROON KA NASHA
SingerHAROON
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

waada koyi pura nahin, yahi wafa hai ky
sachon mein gum rehati ho tum, yehi saza hai kya
nahin hai yeh pyaar jaana - 2

chehara haseen lekin teri jhooti hain yeh aankhein
kehati ho kuchh karati ho kuchh, kaise tumhein chaahein
nahin hai yeh pyaar jaana - 2

dhadkan yeh jaane, terihi maane
maine tumhein apna hi jaana
samajhati ho tum mujhko deewaana
nahin hai yeh pyaar jaana - 2

i shouldn' t know better
i shouldn' t know better

nazarein kahin, dil hai kahin, banate ho begaane
sab kuch hai par, kuchh bhi nahin, tanha hain yeh raahe
dhadkan yeh jaane, terihi maane
maine tumhein apna hi jaana
samajhati ho tum mujhko deewaana
nahin hai yeh pyaar jaana - 6