SONG DETAILS

Hum Hum Hain Aur Hum Rahenge Hum Hain

HAROON KA NASHA

FilmHAROON KA NASHA
SingerHAROON
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

hum hum hain aur hum rahenge hum hai
jo chaahenge woh paayenge
hum hum hain aur hum rahenge hum hain
hum aage hi jaayenge

hum hain aasamaan, hum hi hai jameen
duniya pe chhaayenge hame hai woh dum
hum hum hain aur hum rahenge hum hain
jo chaahenge woh paayenge
hum hum hain aur hum rahenge hum hain
hum aage hi jaayenge
hum hum.......

dekho ke duniya hai yeh apnun ki
hum naujawaano ki, yeh hai deewaano ki
deewaano ki tarah aage badhkar har pal chalkaayenge??
hum hum hain aur hum rahenge hum hain
jo chaahenge woh paayenge
hum hum hain aur hum rahenge hum hain
hum aage hi jaayenge
hum hain aasamaan, hum hi hai jameen
duniya pe chhaayenge hame hai woh dum
hum

hum hum.......

jivan mein jo aayengi mushkilein
hum na ghabaraayenge, sach ko nibhaayenge
yahi soche?? milake saare tufaano ka rukh modenge
hum hum hain aur hum rahenge hum hain
jo chaahenge woh paayenge
hum hum hain aur hum rahenge hum hain
hum aage hi jaayenge
hum