SONG DETAILS

Aksar (Remix)

HIJACK

FilmHIJACK
SingerKAY KAY, SHAAN, JOI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorSHINEY AHUJA , ESHA DEOL , MONA AMBEGAONKAR , K. K. RAINA
Actress—

Lyrics

Is Pal Mein Hai, Aisa Nasha.. Yeh Pal Yehin.., Tham Jaye Aaj Mahsoos Jo Musjhko Hua, Kya Tujhko Bhi.. Hone Laga Ho O Oo O Ho Ho Ho Ho....... Yaad Mein Teri Aksar, Jagta Hoon Mein Raaton Ko Aahatein Teri Dil Ki, Choo Leti Hai Aakhon Ko Aisa Kyon Hai Yaar, Mein Hoon Beqkar Kya Yehi Hai Pyaar, Yeh Batao Naa Mere Khayaal Pooche Sawaal, Aisa Kyun Hai Haal, Yeh Batao Naa Ho O Oo O Ho Ho Ho Ho....... Khoya Rehta Hoon Mein, Teri Baaton Mein Khoosbu Hai Teri Jo, Hai Teri Saanson Mein Zindagi Abb Tere Saaye Mein Hai, Chal Raha Teri Raahon Mein Muskura Ke Saath Chalna, Rehna Meri Baahon Mein Saath Saath Chal Aaj Hai Jo Pal, Kal Rahe Na Rahe Ho O Oo O Ho Ho Ho Ho....... Tu Hi Din Main Hai, Aur Tu Hi Raaaton Mein Jeena Hai Mera Yeah, Abb Tere Haathon Mein Tu Jo Kahe To, Abb Jeeu Mein, Yaa Mein Jeena Chod Doon Apne Dil Ki Dhadkano Ko, Tere Dil Se Jod Doon Paas Paas Rahu Dil Ki Baat Kahu, Tu Jo Mujhse Kahe Ho O Oo O Ho Ho Ho Ho....... Yaad Mein Teri Aksar, Jagta Hoon Mein Raaton Ko Aahatein Teri Dil Ki, Choo Leti Hai Aakhon Ko Aisa Kyon Hai Yaar, Mein Hoon Beqkar Kya Yehi Hai Pyaar, Yeh Batao Naa Mere Khayaal Pooche Sawaal, Aisa Kyun Hai Haal Yeh Batao Naa.. Ho O Oo O Ho Ho Ho Ho.......