SONG DETAILS

Aaj Mood Hai Ishqaiyyan

MAAN GAYE MUGHAL-E-AZAM

FilmMAAN GAYE MUGHAL-E-AZAM
SingerSUNIDHI CHAUHAN,SONU NIGAM
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor MALLIKA SHERAWAT , RAHUL BOSE , PARESH RAWAL & KAY KAY MENON
Actress—

Lyrics

Harap Harap Heera Hai, Labz Labz Moti Hai; Hum Haseenao Ke Baatein Toh Niraali Hoti Hai Agar Magar Ki Dagar Dagar Pe Sabar Karoge Kaise; Asar Asar Sanam Hai Aisa K Sabar Karoge Kaise Bajne Do Bajne Do Sangeet Ko; Jee ha Bajne Do Bajne Do Sangeet Ko; Let’S Go….. Aaj Mood Hai Ishqaiyyan, Aaj Mood Hai Ishqaiyyan Aaj Mood Hai Ishqaiyyan, Aaj Mood Hai Ishqaiyyan Chand Charon Ke Chal Sayyan, Badal Baand Tannhayyan Choom Le Kehta Hai Mann Ka Manzar, Aag Na Hota Hai Andar Andar; Aana Aa Aa Hota Hai Andar Andar Aaj Mood Hai Ishqaiyyan, Aaj Mood Hai Ishqaiyyan Chand Charon Ke Chal Sayyan, Badal Baand Tannhayyan Gustak Mera Shabaab Us Pe Yeh Khamoshiyan Jannat Mein Denge Hisaab Humne Hai Kya Kya Kiya Chalke Hai Nain Kataari Piloon Piloon Ise Dalke Yeh Reinn Adhoori Cheenloon Cheenloon Ise Oui..Maa Zulfon Ka Taana Baana; Kal Bhuja Tu Mera Prem Deewana Oui Maa.., Oui Maa.. Zulfon Ka Taana Baana Aaj Mood Hai Ishqaiyyan, Aaj Mood Hai Ishqaiyyan Mehnat Bhaje Shehnayyan, Pal Pal Pighle Parcheyyan Aaj Mood Hai Ishqaiyyan, Aaj Mood Hai Ishqaiyyan Chand Charon Ke Chal Sayyan, Badal Baand Tannhayyan Saanson Ki Yeh Kastiyan Alhad Uchalti Hai Re; Us Pe Yeh Teri Nazar Har Pal Pisalti Hai Re Hey Sapno Ka Seeshmahal Baahon Ke Khilte Kawal Hoton Se Tere Hoton Pe Likhdoon Mein Koi Ghazal Oo Aaa Itna Hi Bayya Bole, Aa Ja Tu Dheera Haule Haule; Oo Aaa.. Oo Aa..Itna Hi Bayya Bole Aaj Mood Hai Ishqaiyyan, Aaj Mood Hai Ishqaiyyan Dhadhkan Bole Tatayya, Dil Mein Hoti Gudgudiyan Aaj Mood Hai Ishqaiyyan, Aaj Mood Hai Ishqaiyyan Chand Charon Ke Chal Sayyan, Badal Baand Tannhayyan Bekardar Se Toh Bewafa Achchi, Bekardar Se Toh Bewafa Achchi Kisi Se Toh Dil Lagati Hai,Kisi Se Toh Dil Lagati Hai Mere Mehboob Se Toh Maut Achchi, Mere Mehboob Se Toh Maut Achchi Ek Baar Toh Chali Aati Hai, Ek Baar Toh Chali Aati Hai Aaj Mood Hai Ishqaiyyan, Aaj Mood Hai Ishqaiyyan; Chand Charon Ke Chal Sayyan, Badal Baand Tannhayyan; Aaj Mood Hai Ishqaiyyan….