SONG DETAILS

Dil Hai Tumhaari Yaad Ki Duniya Liye Hue

GHAR KI LAAJ

FilmGHAR KI LAAJ
SingerKALYANI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

dil hai tumhaari yaad ki duniya liye hu
ik jaam hai sharaab ka dariya liye hue

aankhein mila ke aap ne jaadu sa kar diya
dil ab tadap raha hai tamanna liye hue

hansate the aap sunake muhabbat ki daastaan
jaate hain log mera janaaza liye hue