SONG DETAILS

Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam

GEET GAATA CHAL

FilmGEET GAATA CHAL
SingerARTI MUKHERJI & JASPAL SINGH
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naa
Log Karen Meera Ko Yoonhi Badnaam

Saanwre Ki Bansi Ko Bajne Se Kaam
Radha Ka Bhi Shyam Voh To Meera Ka Bhi Shyam

Jamuna Ki Lehren Bansibat Ki Chhaiyaan
Kiska Nahin Hai Kaho Krishan Kanhaiya
Shyam Ka Deewana To Saara Brij Dhaam
Log Karen Meera Ko Yoonhi Badnaam...

Kaun Jaane Baansuriya Kisko Bulaye
Jiske Man Bhaye Vo Usi Ke Gun Gaye
Kaun Nahin Bansi Ki Dhun Ka Gulaam
Radha Ka Bhi Shyam Voh To Meera Ka Bhi Shyam...