SONG DETAILS

Phir Dekhiye

ROCK ON

FilmROCK ON
SingerCARALISA MONTEIRO
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor FARHAN AKHTAR , PRACHI DESAI , ARJUN RAMPAL , PURAB KOHLI , LUKE KENNY & SHAHANA GOSWAMI
Actress—

Lyrics

Aankhon Mein Jis Ke Koi To Khwaaab Hai Khush Tha Wahin Jo Thoda Betaaab Hai Zindagi Mein Koi Arzooo Kijiye Phir Dekhiye …… Hoton Pe Jis Ke Koi To Geeet Hai Woh Haare Bhi To Us Ki Hi Jeeet Hai Dil Mein Jo.. Geet Hai Gun Guna.. Lijiye Phir Dekhiye…… Yaadon Mein Jis Ke Kisi Ka Naaam Hai Sapno Ke Jaise Us Ki Har Shaaam Hai Koi To.. Aaj Se Apna Dil.. Dijiye Phir Dekhiye… Khwab Bhun.. Yeh Zara Geet Sun.. Yeh Zara Phool Chun.. Yeh Zara... Phir Dekhiye…