SONG DETAILS

Ganga Ki Lehre

GANGA KI LEHRE

FilmGANGA KI LEHRE
SingerKISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Lata :Aaaaaaaaaa..........
Kishore:Machalti hui hawa mein chham chham...
Hamare sang sang chalein Ganga ki laharein
Lata :O' Jamaane se kaho,Akele nahin hum,
Hamare sang sang chalein Ganga ki laharein
Kishore:Saath diya hai,in laheron ne jab sabne
moonh pher liya.
Lata :Aur kabhi jab gum ki dhalti...
dhoop ne hamko gher liya,
to inke hi charnon mein jhuk gaye hum
Kishore:Machalti hui hawa mein chham chham...
Hamare sang sang chalein Ganga ki laharein
Lata :O' Jamaane se kaho,Akele nahin hum,
Hamare sang sang chalein Ganga ki laharein
Kishore:Hariyali si chha jaati hai,
raah mein inke aanchl ki...
Lata :Sar ko jhuka ke naam lo inka,
Ye to hain shakti nirbal ki...
Himalaya ne bhi choome hain inke kadam
Aaaaaaaaaaaaaa.....

Posted By : Himanshu Chikara