Lyrics
shauq se aayein gam zamaane k
dar khule hain garibakaane ke
ye muhabbat ye dosti ye wafa
sab wasile hain dil dukhaane ke
kya sune koyi daastaan-e-hayaat
laakh unawaan hain ik fasaane ke
ik kazaana hai zindagi ' faaqir'
ashq moti hain is kazaane ke
dar khule hain garibakaane ke
ye muhabbat ye dosti ye wafa
sab wasile hain dil dukhaane ke
kya sune koyi daastaan-e-hayaat
laakh unawaan hain ik fasaane ke
ik kazaana hai zindagi ' faaqir'
ashq moti hain is kazaane ke