SONG DETAILS

Mein Ro Na Padun

HUM PHIR MILE NA MILE

FilmHUM PHIR MILE NA MILE
SingerSUNIDHI CHAUHAN,NEERAJ BOMBAY VIKINGS
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor RIYA SEN , KHUSHBOO
Actress—

Lyrics

Mein Ro Na Padun.. Ab Tumhe Yeh Bataa Kar Mein Ro Na Padun.. Ab Tumhe Yeh Bataa Kar Bahut Yaad Aaoge Tum Door Jaa Kar... Mein Ro Na Padun.. Ab Tumhe Yeh Bataa Kar Mein Ro Na Padun.. Ab Tumhe Yeh Bataa Kar Bahut Yaad Aaoge Tum Door Jaa Kar... Har Ek Cheez Yun.. To Shehar Mein Wahin.. Hai Har Ek Raah Sooni Magar Lag Rahin.. Hai.. Har Ek Cheez Yun.. To Shehar Mein Wahin.. Hai Har Ek Raah Sooni Magar Lag Rahin.. Hai.. Mein Dekhoon Jidhar.. Bhi Nazar Ko Uttah Kar.. Mein Ro Na Padun.. Ab Tumhe Yeh Bataa Kar Teri Yaad Yun.. To Hai Dil Ka Sahaara Kisi Modd Par.. Phir Ho Milna Hamaara Teri Yaad Yun.. To Hai Dil Ka Sahaara Kisi Modd Par.. Phir Ho Milna Hamaara Dua Mein Ne Maangi Hai Tu Bhi Dua Kar Mein Ro Na Padun.. Ab Tumhe Yeh Bataa Kar Mein Ro Na Padun Ab Tumhe Yeh Bataa Kar Bahut Yaad Aaoge Tum Door Jaa Kar.. Bahut Yaad Aaoge Tum Door Jaa Kar..