SONG DETAILS

Mohe Aata Nahin Hai Chain

FARMAAISH

FilmFARMAAISH
SingerSULOCHANA KADAM
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

mohe aata nahin hai chai
mohe la de table fan
ki mausam garami ka

abhi se itani garami laage
na jaane kya hoga aage
main kaise kaatuun din-rain
mohe la de

haar gayi main lemon pi-pi
pyaas bujhi na phir bhi ji ki
sun le mere bain-bain
mohe la de

daal-daal chhuu-mantar aisa daal
bombay ban jaaye nainitaal
phir mil jaayenge nain-nain
mohe la de