SONG DETAILS

O Humsafar Dil Ke

FAREB

FilmFAREB
SingerUDIT NARAYAN & ALKA YAGNIK
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

O humsafar, dil ke naga
sapne chalo hum sajayen
O humsafar, dil ke nagar
sapne chalo hum sajayen
Tum ho paas aur hum kahin kho jaayen
O humsafar, dil ke nagar
sapne chalo hum sajayen
Tum ho paas aur hum kahin kho jaayen
O humsafar, dil ke nagar
sapne chalo hum sajayen

Rootheeye yun nahi, idhar aaiye
Bhaahon main aa ke hamari, kuch kar jayiye
O .. Rootheeye yun nahi, idhar aaiye
Bhaahon main aa ke hamari, kuch kar jayiye
Hai hum kahin na aaj mar jayen
O humsafar, dil ke nagar
sapne chalo hum sajayen
Tum ho paas aur hum kahin kho jaayen
O humsafar, dil ke nagar
sapne chalo hum sajayen

Dekhiye yoon nahi, pighal jaungi
Chhoona na mujhko sanam tum, main darr jaungi
O .. dekhiye yoon nahi, pighal jaungi
Chhoona na mujhko sanam tum, main darr jaungi
O humsafar, dil ke nagar
sapne chalo hum sajayen
Tum ho paas aur hum kahin kho jaayen
O humsafar, dil ke nagar
sapne chalo hum sajayen