SONG DETAILS

Kahin Haath Ham Se Chhuda To Na Loge

EK THI REETA

FilmEK THI REETA
SingerASHA BHOSLE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

kahin haath ham se chhuda to na log
kisi aur se dil laga to na loge

bade kuubasuurat hain duniya ke dhokhe
ye dhokhe meri jaan kha to na loge

muhabbat ki manzil mein aage badhaakar
qadam apana pichhe hata to na loge

suna hai zamaana bada bevafa hai
kahin ham se aankhein chhuda to na loge