SONG DETAILS

Dil Mein Basaa Ke

DORAAHA

FilmDORAAHA
SingerTALAT
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

dil mein basaa ke, mit banaa ke
bhuul naa jaanaa prit puraani
bhuul naa jaanaa, dil mein basaa ke

ye meri kaamosh nigaahen
ye meri kaamosh nigaahen, jalate aansuu, thandi aahen
le jaa a
le jaa ye dil kaa naazaraanaa, bhuul naa jaanaa prit puraani
bhuul naa jaanaa, dil mein basaa ke

aaj bahaaren ruuth chali hain
aaj bahaaren ruuth chali hain, dil ki ummiden tuut chali hain
chhalak rahaa a
chhalak rahaa gam kaa paimaanaa,
bhuul naa jaanaa prit puraani
bhuul naa jaanaa, dil mein basaa ke