SONG DETAILS

Aayenge Sanvariya

DOOSRA AADMI

FilmDOOSRA AADMI
SingerDEVEN VARMA, PAMELA CHOPRA.
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

maathey pe lagaaee ke bindiya h
arrray maathay pe lagaaee ke bindiyaaaa
ankhiyan udaaeeke nindiya
khudi re nihaare gori
aayenge sanvaria
angna aayenge sanvaria - 2
aji angna aayenge sanvariya - 2
samdhi bhaiyya
party chal rahi hai
hooo hooooo
path mein jo patiyan kharke - 2
aisan kare jo hawa kharke - 2
rahi rahike thaame sajni - 2
laal chunariya
gir gir jaaye ho chunariya
aji gir gir jaaye ho chunariya
agna aayenge sanvariya - 2
oooh hooo hoooo
ek toh udaas-si gori - 2
balma ki pyaasi gori - 2
duje log haske maarein - 2
aisi najariya
jhub jhhub jaaye ho najariya - 3
agna....sanvariya - 2
hooo
suno re humaari batiyaan - 2
bhai dekho aadhi ratiya - 2
ab kya piya aayenge - 2
jaao re gujariya
ab gar jaao re gujariya - 4
ab jaayenge sanvariya - 8

Posted By : Arps