SONG DETAILS

Mere Halaat Yeh Kya Hue Hain

DESH DROHI

FilmDESH DROHI
SingerZUBIN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorKRISHNA ABHISHEK , HRISHITAA BHATT , PREM CHOPRA , SHAKTI KAPOOR
Actress—

Lyrics

Mere Haalath Ye Kya Huye Hai Khuda, Mere Haalath Ye Kya Huye Hai Khuda Kya The Mere Guna Kya Thi Meri Khatha Mere Haalath Ye Kya Huye Hai Khuda, Mere Haalath Ye Kya Huye Hai Khuda Kya The Mere Guna Kya Thi Meri Khatha Mere Haalath Ye Kya Huye Hai Khuda Ajnabi Shehar Ke Ajnabi Raasthe, Bebasi Par Meri Muskuraathe Rahen Meri Masumiyath Zehar Peethi Rahi Zindagi Har Kadham Aazmaathi Rahi Meine Ne Chaaha Tha Kya Tu Ne Kya De Diya Meine Ne Chaaha Tha Kya Tu Ne Kya De Diya Mere Khaathir Hai Kyun Tera Yeh Phaisla Mere Haalath Ye Kya Huye Hai Khuda Khwaishon Ke Mere Kyun Diye Bujh Gaye Hasrathon Ke Sabhi Karwaan Lut Gaye Zindagi Lamha Lamha Ulajthi Gayi Mere Takdeer Ken A Khuda So Gaye Cheen Kar Har Khushi Ghum Makaan Kar Diya Cheen Kar Har Khushi Ghum Makaan Kar Diya Kya Meri Mannatho Ka Yahin Hai Sila Mere Haalath Ye Kya Huye Hai Khuda , Mere Haalath Ye Kya Huye Hai Khuda Kya The Mere Guna Kya Thi Meri Khatha Mere Haalath Ye Kya Huye Hai Khuda