SONG DETAILS

Phir Bhi

VIA DARJEELING

FilmVIA DARJEELING
SingerKUNAL GANJAWALA
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorKAY KAY MENON , RAJAT KAPOOR , SIMONE SINGH , SONALI KULKARNI , VINAY PATHAK
Actress—

Lyrics

Koi Raasta Dikhta Nahin Hai Phir Bhi Kisi Aas Se Koi Vaasta Nahin Phir Bhi Chala Hoon Le Ke, Chala Hoon Le Ke Tujhe Yaadon Ke Kaarwan Mein Bhare Waadon Se Is Jahaan Mein Saare Yaadon Se Saare Waadon Se Hum Ho Judaa Judaa Ho Phir Bhi, Judaa Ho Phir Bhi, Khuda Hai Phir Bhi Koi Raasta Dikhta Nahin Hai Phir Bhi Kisi Aas Se Koi Vaasta Nahin Phir Bhi Chala Hoon Le Ke, Chala Hoon Le Ke; Tujhe Yaadon Ke Kaarwan Mein Bhare Waadon Se Is Jahaan Mein Saare Yaadon Se Saare Waadon Se Hum Ho Judaa Judaa Ho Phir Bhi, Judaa Ho Phir Bhi, Khuda Hai Phir Bhi Mere Hum Kadam Yeh Raastey Sang Chal Pade Hai Kahin Koi Nahin Apna Patha Koi Mazilein Bhi Nahin Par Hai Yakeen Hoo gi Koyi Meri Bhi Apni Ek Zameen Hogi Koi Koi Aasmaan Apna Nahin Hai Phir Bhi Kuch Paane Ka Sapna Nahin Hai Phir Bhi Chala Hoon Le Ke, Chala Hoon Le Ke Tujhe Yaadon Ke Kaarwan Mein Bhare Waadon Se Is Jahaan Mein Saare Yaadon Se Saare Waadon Se Hum Ho Judaa Judaa Ho Phir Bhi, Judaa Ho Phir Bhi, Khuda Hai Phir Bhi Kuch Baathein Hai Jo Chal Rahin Sehmi Si Yun Koi Aa Behki Behki Baathein Kare Yeh Waadiyan Mere Saath Kuch Baathein Hai Jo Chal Rahin Sehmi Si Yun Koi Aa Behki Behki Baathein Kare Yeh Waadiyan Mere Saath Saason Mein Bhar Kar Ek Sada Chalti Hai Hawaa Mere Saath Parvat Ke Oonche Makaam Par Mujhe Le Jaaye Tere Paas Nahin Tu Phir Bhi Kahin Tu Phir Bhi Tujhe Yaadon Ke Kaarwan Mein Bhare Waadon Se Is Jahaan Mein Saare Yaadon Se Saare Waadon Se Hum Ho Judaa Judaa Ho Phir Bhi, Judaa Ho Phir Bhi, Khuda Hai Phir Bhi