SONG DETAILS

Haan Mere Gham To Utha Leta Hain

DIL PADOSI HAI

FilmDIL PADOSI HAI
SingerASHA BHOSLE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Haan mere gham to utha leta hai, ghamkhaar nahi
Dil padosi hai magar mera tarafdaar nahin

Jaanewale ko kahan rok saka hai koi
Ghar mein darwaza to hai, peechhe ki deewar nahin
Haan mere gham to utha leta hai, ghamkhaar nahin

Aap ke baad ye mehsoos hua hai humko
Jeena mushkil nahin, marna koi dushwaar nahin
Haan mere gham to utha leta hai, ghamkhaar nahin

Haan mere gham to utha leta hai, ghamkhaar nahin
Dil padosi hai magar mera tarafdaar nahin

Posted By : Bharati Singh