SONG DETAILS

Baarish

VIA DARJEELING

FilmVIA DARJEELING
SingerCHITRA
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorKAY KAY MENON , RAJAT KAPOOR , SIMONE SINGH , SONALI KULKARNI , VINAY PATHAK
Actress—

Lyrics

Ghar Mein Bajthe Dhun Ko Sun Kar Cham Se Kodhe Baarish Aaye Aur Yeh Kohre Ki Woh Chaadar Khidikiyon Pe Khadi Muskaaye Ghar Mein Bajthe Dhun Ko Sun Kar Cham Se Kodhe Baarish Aaye Hai Hawa Ki Sang Udti Kuch Fuhaare Titiliyon Se Aa Ke Baitti Mere Dhar Pe Jaise Woh Kuch Kehne Aayi.. Ghar Mein Bajthe Dhun Ko Sun Kar Cham Se Kodhe Baarish Aaye Aur Yeh Kohre Ki Woh Chaadar Khidikiyon Pe Khadi Muskaaye Sard Raaton Mein Thikak Kar, Baite Baahar Raaston Par Sard Raaton Mein Thikak Kar, Baite Baahar Raaston Par Puchti Hai Aate Jaate Logon Se Yeh Kuch Ghabraaye Baadalon Mein Khojti Kuch Gaal Par Rakh Kar Hateli Apne Hi Bhoondon Ki Ladiyon Mein Khadi Hai Woh Akele Bheega Tann Hai Nam Hai Aankhen Phir Bhi Haste Khil Khilaate Mere Ghar Mein Haste Gaate Jaise Hai Woh Rehne Aaye Hai Hawa Ki Sang Udti Kuch Fuhaare Titiliyon Se Aa Ke Baitti Mere Dhar Pe Jaise Woh Kuch Kehne Aayi.. Ghar Mein Bajthe Dhun Ko Sun Kar Cham Se Kodhe Baarish Aaye Yaadon Ki Le Kar Khazaane Aayi Sab Ko Yeh Mana Ne Ponchti Hai Gile Haaton Se Mere Bheege Sisaane Yaadon Ki Le Kar Khazaane Aayi Sab Ko Yeh Mana Ne Ponchti Hai Gile Haaton Se Mere Bheege Sisaane Sab Ko Bhula Ke Na Jaane Yeh Jaaye Kahaan Khojti Hai Sab Ki Aankhen Kaun Aaya Tha Yahaan Pe Sab Ka Mann Woh Bharne Aayi Aur Yeh Kohre Ki Woh Chaadar Khidikiyon Pe Khadi Muskaaye Aa Ke Baitti Mere Dhar Pe Jaise Woh Kuch Kehne Aayi