SONG DETAILS

Nis Din

SAWLI LADKI

FilmSAWLI LADKI
SingerPRADEEP MEHTA
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorPRADEEP MEHTA
Actress—

Lyrics

Nis Din Likhate Rehate The Tum Nis Din Likhate Rehate The Tum Deewaane Deewaane Khat Deewaane Deewaane Khat Tanhaayi Ki Ujali Raatein.. Tanhaayi Ki Ujali Raatein.., Yaadon Ke Afsaane Khat Nis Din Likhate Rehate The Tum, Deewaane Deewaane Khat Nis Din Likhate Rehate The Tum Pehle Toh Shabnam Ki Narmi Bankar Aate The Lekin Pehle Toh Shabnam Ki Narmi Bankar Aate The Lekin Jaane Abb Kyun Chhalakaate Hai.. Jaane Abb Kyun Chhalakaate Hai.., Aankhon Ke Paimaane Khat Nis Din Likhate Rehate The Tum, Deewaane Deewaane Khat Nis Din Likhate Rehate The Tum Waqt Ke Chehare Pe Tum Dekho Kuchh Hai To Kan Ko Kuchh Hai Khalish Waqt Ke Chehare Pe Tum Dekho Kuchh Hai To Kan Ko Kuchh Hai Khalish Tune Toda Dil Ko Mere... Tune Toda Dil Ko Mere..., Abb Toh Hai Viraane Khat Nis Din Likhate Rehate The Tum, Deewaane Deewaane Khat Deewaane Deewaane Khat Nis Din Likhate Rehate The Tum