SONG DETAILS

Kitna Haseen

SAWLI LADKI

FilmSAWLI LADKI
SingerPRADEEP MEHTA
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorPRADEEP MEHTA
Actress—

Lyrics

Kitna Haseen Hai Yeh Sama, Ho O O Khoya Hai Saara Jahaan Kitna Haseen Hai Yeh Sama, Ho O O Khoya Hai Saara Jahaan Pyaar Se Gale Hai Mil Rahe Yeh Jameen Aasmaan Kitna Haseen Hai Yeh Sama, Ho O O Khoya Hai Saara Jahaan Panchhiyon Ki Surili Sadaayein Panchhiyon Ki Surili Sadaayein, Kaliyon Ki Sharmili Adaayein Jaadu Jaise Koyi Chalaayein, Mujhko Deewaana Yeh Banaaye Dil Bas Mein Na Abb Reh Paaye, Dekh Ke Rut Yeh Jawaan Kitna Haseen Hai Yeh Sama, Ho O O Khoya Hai Saara Jahaan Thandi Hawaaye Jab Tan Chhu Jaaye Thandi Hawaaye Jab Tan Chhu Jaaye, Ehsaas Koyi Mujhko Dilaaye Jaise Koyi Shokh Haseena Chhede Mere Mann Ki Veena Ji Chaahe Bhar Lu Baahon Mein, Mehaki Yeh Kaarwaan Kitna Haseen Hai Yeh Sama, Ho O O Khoya Hai Saara Jahaan Pyaar Se Gale Hai Mil Rahe Yeh Jameen Aasmaan Kitna Haseen Hai Yeh Sama, Ho O O Khoya Hai Saara Jahaan Kitna Haseen Hai Yeh Sama, Ho O O Khoya Hai Saara Jahaan Kitna Haseen Hai Yeh Sama, Ho O O Khoya Hai Saara Jahaan