SONG DETAILS

Diya To Jala Sab Raat Re Baalam

DHAAKE KI MALMAL

FilmDHAAKE KI MALMAL
SingerC H ATMA
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

(diya to jala sab raat re baala
par tum laut na aaye
par tum laut na aaye) - 2

(bikhar gayi hai sej suhaani
rovat hai alabeli jawaani) - 2
chhaliya rasiya kise jaachake (?) ho - 2
ji hamara kalapaaye
diya to jala sab raat re baalam

bhor bhayi pritam nahin aaye
(bhor bhayi pritam nahin aaye
man ka dipak bujhata jaaye) - 2
chhaliya rasiya aan milo re - 2
ji hamara ghabaraaye
chhaliya rasiya aan milo re - 2