SONG DETAILS

Zaalim Teri Aankhon Ne

DEVTAA

FilmDEVTAA
SingerLATA MANGESHAKAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

zaalim teri aankhon ne, kya cheez pila di hai-
ulfat ke siwa saari duniya hi bhula di hai
zaalim teri aankhon ne..........

bas ek nazar dekha, aur loot liya dil ko -2
loot kar bhi mere dil ne, khush ho ke du' a di hai
zaalim teri aankhon ne..........

jab se tujhe dekha hai, kuchh hosh nahin mujhko-2
har cheez zamaane ki, nazaron se gira di hai
zaalim teri aankhon ne..........

Posted by: p u r n i m a