SONG DETAILS

Aaj Machi Hai Dhoom

DARD

FilmDARD
SingerUMA DEVI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

(aaj machi hai dhoom
jhoom kushi mein jhoom)-2
shauq bhara dil naache gaaye
tu kyon ho maharoom
jhoom kushi mein jhoom

(dil ne kiya hai dil ko ishaara
chalenge donon sang)-2
(koi na samajhe koi na jaane)-2
(is duniya ka rang)-2
dil ka fasaana ya main jaanoon
ya unako maaloom
jhoom kushi mein jhoom

(aankhon ne ik raaz bataaya
dil ne kahi ik baat)-2
jagamag jagamag rahen jahaan mein
(kaash yahi din raat)-2
soi hui ummeeden jaageen
dil ka daaman choom
jhoom kushi mein jhoom