SONG DETAILS

Pyaar Ka Dard

DARD - 1981

FilmDARD - 1981
SingerASHA BHOSLE, KISHORE KUMAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

a : pyaar ka dard hai -2
meethaa-meetha pyaara-pyaara -2
ki : ye haseen dard hi -2
do dilon ka hai sahaara -2

a : ( thodaa-thoda chain bhi hai
thodee-thodi beqaraari ) -2
ki : ( aur bhi ho pyaar javaan
aarazu hai ye hamaari ) -2
do : ye milan ho dobaara

a : pyaar ka dard hai
meethaa-meetha pyaara-pyaara -2
ki : ye haseen dard hi
do dilon ka hai sahaara -2

ki : ( mujhe mila pyaar tera
tujhe meri chaah mili ) -2
a : ( naye-naye sapanon ki
hamein nai raah mili ) -2
do : ek aramaan hamaara

ki : pyaar ka dard hai
meethaa-meetha pyaara-pyaara -2
a : ye haseen dard hi
do dilon ka hai sahaara -2

a : ( roz hamein mil ke bhi
milane ki aas rahe ) -2
ki : ( roz mite pyaas koi
aur koi pyaas rahe ) -2
do : dil diwaana pukaara

a : pyaar ka dard hai
ki : meethaa-meetha pyaara-pyaara
a : haan meethaa-miitha pyaara-pyaara
ki : ye haseen dard hi
a : do dilon ka hai sahaara
ki : do dilon ka hai sahaara

do : pyaar ka dard hai
meethaa-meetha pyaara-pyaara -2
ye haseen dard hi
do dilon ka hai sahaara -2