SONG DETAILS

Ho Rasiya Ho

DAASI

FilmDAASI
SingerZEENAT BEGUM, CHORUS
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

zb, ts, chorus:
ho rasiya ho, kabhi le chal tu
jamuna ke paar re

zb: ho duniya ke dar se
dilon ki raheen dil mein
ts: ho dilon ki raheen dil mein
zb: tu bhi mushqil mein hai
main bhi mushqil mein
cho: ho rasiya ho, rasiya ho
beeti jaaye umariya hamaar re
ho rasiya ho ...

ss: aao mere sainya main jaaoon mari
zb: o main jaaoon mari
ss: jamuna paar chalo baje baansuri
zb: baje baansuri
bo: mohe maaro na biraha ki maar re
ho rasiya ho ...

zb: ho khet rahenge jawaani rahe na
ss: ho jawaani rahe na
zb: ho khet rahenge jawaani rahe na
ss: jawaani rahe na
zb: aao bhi sainyaan koi ye kahe na
cho: ho rasiya ho, rasiya ho
toone jaani na laagi sitaar re
ho rasiya ho ...