SONG DETAILS

Na Banaaye Koi

DAAK BANGLA

FilmDAAK BANGLA
SingerSURAIYA
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

aison se ji na lagaaye koi -2
ret ke ghar na banaaye koi
na banaaye koi

chhoti si wo sukh ki duniya
chheen li bedardi baalam ne
rain-diwas ab soch ye aaye
haaye ye kaha ki logon ne
paapi piya jiya ab ye pukaare -2
ghadee-ghadi yahi gaaye koi
ret ke ghar na banaaye koi
na banaaye koi

koi beet din beeti raaton ko la de -2
ya mere baaware man ko -2
itana samajha de -2

aison se ji na lagaaye koi -2
ret ke ghar na banaaye koi
na banaaye koi