SONG DETAILS

Zindagi Mein Aap Aaye

CHHALIYA (1973)

FilmCHHALIYA (1973)
SingerMUKESH, VAANI JAIRAM
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

mu : zindagi mein aap aaye ho gayi duniya haseen
bhar gaya phoolon se daaman ab kami koi nahi
va : zindagi mein aap ...

mu : jhoomkar yu aayi bahaare khil gayi dil ki har kali
va : pyaar ne aawaz dekar ye kaha aa meri gali
jisko maine duur samjha kya pata aaj vo hai yahi
mu : zindagi mein aap ...

va : ab na shikwa hai na shikayat dil se dil aaise mile
mu : muskarakar tumne dekha mit gaye saare gile
pyaar na ho to ye duniya rehne ke qaabil hi nahi
mu : zindagi mein aap ...