SONG DETAILS

Lagee aaj saawan ki

CHANDNI

FilmCHANDNI
SingerSURESH WADKAR & ANUPAMA DESHPANDE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorVinod Khanna
Actress—

Lyrics

Lagee Aaj Saawan Kee, Fir Wo Zadee Hai
Wahee Aag Seene Mein, Fir Jal Padee Hain

Kuchh Ayese Hee Din The, Wo Jab Hum Mile The
Chaman Mein Nahee, Fool Dil Mein Khile The
Wahee To Hain Mausam Magar Rut Naheen Wo
Mere Saath Barasaat Bhee Ro Padee Hai

Koee Kaash Dil Pe, Jaraa Haath Rakh De
Mere Dil Ke Tukadon Ko, Yek Saath Rakh De
Magar Ye Hain Khwaabon Khayaalon Kee Baate
Kabhee Toot Kar Cheej Koee Judee Hain