SONG DETAILS

Pine Ke Baad Aati Hain Yaad

BULLET

FilmBULLET
SingerASHA BHOSLE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

mat chhed yaar gam ki baatei
in baaton mein dam nahin - 2

kaise ham ji rahe hain, aise ham ji rahe hain - 2
jaise koyi zahar hai hansake ham pi rahe hain
sote hue ye din guzare, jaagate pite raatein kayi

pine ke baad aati hain yaad, bhuuli huyi baatein kayi
ho pine ke baad aati hain yaad, bhuuli huyi baatein kayi

jaadu se chal rahe hain, aramaan nikal rahe hain - 2
shole lapak rahe hain, jinamein ji jal rahe hain
palakon ke niche in aankhon ke pichhe
chhupi hain barasaatein kayi

pine ke baad aati hain yaad, bhuuli huyi baatein kayi
ho pine ke baad aati hain yaad, bhuuli huyi baatein kayi

bhuuli huyi baatein kayi