SONG DETAILS

Aapko Samjha Hai Jabse Zindagi

SHIKHAR · 2005

FilmSHIKHAR
SingerSADHANA SARGAM, RAKESH PANDIT
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2005
Actor—
Actress—

Lyrics

haa aapko samjha hai jabse zindagi aapko samjha hai jabse zindagi zindagi ab zindagi lagne lagi - 2 aapki baahon mein jabse aa gaye - 2 aaisa lagta hai ke manzil pa gaye- 2 (in aankhon mein shararat hai sharafat hai hai bala ki shaukhiya kaisi yeh qayamat hai) - 2 iss kadar najdeekiya kehti hai ishaaron se aa gaye manzil pe hum in dil ki raahon se aapki har baat mein ek baat hai - 2 der se samjhe magar kya baat hai - 2 (kayi armaan dil mein aur uljhan yeh jaan lewa hain mohabbat yeh mohabbat yeh) - 2 ha aa gaye ham zindagi mein ek aaise mod par jee nahi sakte mohabbat ka yeh daaman chodkar aapki iss ashiqui ko kya kahe - 2 apne is dil ki lagi ka kya kare - 2 aapko samjha hai jabse zindagi aapki baahon mein jabse aa gaye zindagi ab zindagi lagne lagi aaisa lagta hai ke manzil pa gaye