SONG DETAILS

Meelon Ka Jaise Tha Faasla (Happy Version)

LOVE STORY 2050

FilmLOVE STORY 2050
SingerKAY KAY,ALKA YAGNIK
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorHARMAN BAWEJA , PRIYANKA CHOPRA , BOMAN IRANI , ARCHANA PURAN SINGH
Actress—

Lyrics

Bus Ek Bar Bus Ek Bar Aur Mil Jaye Mujhe Just Once Phir Kabhi Ise Apne Se Door Nahi Jaane Doonga Meelon Ka Jaise Tha Faasla, Sadiyon Ka Jaise Tha Raastha Anjaan Tha Dil Ke Hona Hai Kya, Phir Bhi Mujhe, Lagtha Hai Yeh Humko To Milna Hi Tha Meelon Ka Jaise Tha Faasla, Sadiyon Ka Jaise Tha Raastha Anjaan Tha Dil Ke Hona Hai Kya, Phir Bhi Mujhe, Lagtha Hai Yeh Humko To Milna Hi Tha Meelon Ka Jaise Tha Faasla Mujhe Mera.. Junoon Aakhir, Kahan Se Hai Kahan Laaya Jise Khwabon Mein Tha Dekha, Use Raahon Mein Hai Paaya Ithna Na Chaaho, Yun Na Saraaho Kal Milna Paaye, To Jaane Kya Ho Kabhi Na Kehna... Aisa Tum, Ab Tum Na Ho Na Gum Meelon Ka Jaise Tha Faasla, Sadiyon Ka Jaise Tha Raastha Anjaan Tha Dil Ke Hona Hai Kya, Phir Bhi Mujhe, Lagtha Hai Yeh Humko To Milna Hi Tha Meelon Ka Jaise Tha Faasla…… Jo Tum Dekho To Dil Pighle, Jo Dil Pighle Nazar Yeh Jhuke Jhuki Nazrein To Tann Machle, Jo Tann Machle Saansein Ruke Pura Diwaana, Mein Ho Gaya Hoon, Paaya Tumhein To Mein Kho Gaya Hoon Kabhi Na Kehna... Aisa Tum, Ab Tum Na Ho Na Gum Meelon Ka Jaise Tha Faasla, Sadiyon Ka Jaise Tha Raastha Anjaan Tha Dil Ke Hona Hai Kya, Phir Bhi Mujhe, Lagtha Hai Yeh Humko To Milna Hi Tha Meelon Ka Jaise Tha Faasla……