SONG DETAILS

Main Bahaaron Ki

BOOT POLISH

FilmBOOT POLISH
SingerASHA BHOSALE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

taaron ko dil ki baat sunaai, tamaam raat
tujhse bichhad kar neend na aaitamaam raat,

a a a
main bahaaron ki nat-khat raani - 2
saari duniya hai mujh pe deewaani - 2
haaye main bahaaron ki nat-khat raani

(lootun dilon ko teerachhi nazaar se,
toofaan macha dun jaaun jidhar se,) - 2
mujhe aati hai, baatein banaani-2
saari duniya hai mujh pe deewaani - 2
haaye main bahaaron ki nat-khat raani

(meri bahaarein jag se neerali,
chaahat kara de,jaibo ko khaali) - 2
dil lagaana hai gham ki kahaani-2
saari duniya hai mujh pe deewaani - 2
haaye main bahaaron ki nat-khat raani

(marata ho koi, apani bala se,
yun hi rahenge, apane tamaashe) - 2
mujhe apani hai duniya basaani
saari duniya hai mujh pe deewaani - 2
haaye main bahaaron ki nat-khat raani

Posted by: p u r n i m a