SONG DETAILS

Nashe Mein Ham Nashe Mein Tum

BLACK CAT

FilmBLACK CAT
SingerMOHAMMAD RAFI, SUMAN KALYANPUR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

nashe mein ham nashe mein tu
kya kabar dil kidhar ho gaya hai gum
nashe mein ham

nazar-nazar hasin hai tapak raha hai ras
jo ek dil gaya to kya tumhein milenge das
kya kabar dil kidhar

tumhaara dil are kahin latak na gaya ho
javaan tha idhar-udhar bhatak na gaya ho
kya kabar dil kidhar

hamaara kya jo tum kaho vo baat maan lein
kafa na ho to apana dil tumhin ko jaan lein
kya kabar dil kidhar