Lyrics
ham ishq ke maaron ko do dil to diye hot
ham ne na kabhi un ke ahasaan liye hote
ik dil jo kabhi rotaa, duuje se bahal jaate
aahein na bhari hoti, shikave na kiye hote
aate ki na aate vo, paravaah kise hoti
furqat mein kisi ke na, mar mar ke jiye hote