SONG DETAILS

Nain Hin Ko Raah Dikha, Prabhu

BHAKT SURDAS

FilmBHAKT SURDAS
SingerSAIGAL
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

nain hin ko raah dikha prabhu -
pag-pag thokar khaauun main
nain hin ko raah dikha prabhu pag-pag thokar khaauun main
nain hin ko

tumhari nagariya ki kathin dagariya - 2
chalat chalat gir jaauun main, prabhuu
nain hin ko raah dikha prabhu pag-pag thokar khaauun main
nain hin ko raah dikha prabhuu

chahuun or mere ghor andhera bhuul na jaauun dvaar tera - 2
ek baar prabhu haath pakad lo - 3
man ka dip jalaauun main
prabhu -
nain hin ko raah dikha prabhu pag-pag thokar khaauun main
nain hin ko