SONG DETAILS

Chupake Se Dil Mein Aa

BHAIJAN

FilmBHAIJAN
SingerNOORJEHAN / ZEENAT BEGUM
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

chupake se dil mein aa base, rah ke nazar se duur duu
jin ke qadam se ghar tha ghar, hain vohi ghar se duur duur

hogi na kam ye bekali, dhuundheinge ham gali gali
chhaanenge dar-ba-dar ki kaak, aap ke dar se duur duur

ham pe taras na khaayiye, ghar mein to apane aayiye
dekheinge dil ki aankh se, rah ke nazar se duur duur

chupake se dil mein aa base, rah ke nazar se duur duur