SONG DETAILS

Aaj Mein Boond Hoon

DE TAALI

FilmDE TAALI
SingerSHREYA GHOSHAL,SHEKHAR RAVJIANI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorAftab Shivdasani , Ayesha Takia , Ritesh Deshmukh , Rimi
Actress—

Lyrics

Aaj Mein Boond Hoon, Boond Hoon Baarish Ki, Aaj Mein Hoon Leher, Leher Hoon Khwaish Ki Aaj Mein Aasmaan Se Aayi Hoon Aaj Mein Dhoop Hoon, Mein Bahaari Laayi Hoon Sapno Ke Saath Mein Reh Ne Lagi Hoon, Unse Yeh Baat Mein Keh Ne Lagi Hoon Armaano Ka Mila Mujh Ko Samandar, Maujon Ke Saath Mein Beh Ne Lagi Hoon.. Aaj Mein Boond Hoon, Boond Hoon Baarish Ki, Aaj Mein Hoon Leher, Leher Hoon Khwaish Ki Aaj Aisa Hai Lagne Laga, Soya Har Khwab Jag Ne Laga Aaj Mein Bhi Mehek Ne Lagi, Yeh Jahaan Bhi Chamak Ne Laga Dil Ki Dhadkan Bhi Woh Hai, Teri Uljhan Bhi Woh Hai Usko Suna De Apni Dil Ki Sadha... Sapno Ke Saath Tum Reh Ne Lagi Hoo, Mujh Se Yeh Khwab Tum Keh Ne Lagi Hoo Armaano Ka Mila Tum Ko Samandar, Maujon Ke Saath Tum Beh Ne Lagi Hoo Aaj Mein Boond Hoon, Boond Hoon Baarish Ki, Aaj Mein Hoon Leher, Leher Hoon Khwaish Ki Aaj Mein Aasmaan Se Aayi Hoon Aaj Mein Dhoop Hoon, Mein Bahaari Laayi Hoon Sapno Ke Saath Mein Reh Ne Lagi Hoon, Unse Yeh Baat Mein Keh Ne Lagi Hoon Armaano Ka Mila Mujh Ko Samandar, Maujon Ke Saath Mein Beh Ne Lagi Hoon Sapno Ke Saath Mein Reh Ne Lagi Hoon, Unse Yeh Baat Mein Keh Ne Lagi Hoon Armaano Ka Mila Mujh Ko Samandar, Maujon Ke Saath Mein Beh Ne Lagi Hoon...