SONG DETAILS

Zindagi Ke Mod Par Jo Koyi Raasta Mila

BEDAAGH

FilmBEDAAGH
SingerMOHAMMAD RAFI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

zindagi ke mod par jo koyi raasta mil
teri gali se ja mila - 2

aaj khaate hain thokarein shahar mein zindagi ke ham - 2
tujhase chale the duur-duur gam ki sharaab pi ke ham - 2
teri taraf bahak gaye - 2
aisa hamein nasha mila

tera kyaal chhod ke badh gayin aur ulajhanein
tere hi naam ki sada deti hai dil ki dhadakanein - 2
ab ye hi sochate hain ham ruuth ke tujhase kya mila - 2

tujhase koyi garaz nahin phir bhi hai teri aarazu
dil ne tujhe bhula diya phir bhi hai dil mein tu hi tu - 2
tujhase bichhad gaye to ab - 2
tera hamein pata mila - 2
teri gali se ja